Ads Top

Nindiya Hai Sapna Hai Lyrics

Nindiya Hai Sapna Hai Lyrics

Nindiya Hai Sapna Hai

Chandan Ka Palna Hai

Nindiya Hai Sapna Hai

Chandan Ka Palna Hai

Jhula Jhulaye Maiya

Soye Gudiya,

Nindiya Hai Sapna Hai

Chandan Ka Palna Hai

Jhula Jhulaye Maiya

Soye Gudiya


Sapno Mein Hai Mahal Do Mahle

Do Hai Sunhle Do Hai Duphle

Gudiya Ka Man Kyu Na Bahle

Jhula Jhulaye Maiya

Soye Gudiya


Badal Ke Aanchal Me Tare

Kaun Ye Jane Kitne Sare

Gahri Gahri Nindiya Dare

Jhula Jhulaye Maiya

Soye Gudiya,

Nindiya Hai Sapna Hai

Chandan Ka Palna Hai

Nindiya Hai Sapna Hai

Chandan Ka Palna Hai

Jhula Jhulaye Maiya

Soye Gudiya.


No comments:

Powered by Blogger.