Ads Top

Piya Nahin Jab (Title) Lyrics

Piya Nahin Jab (Title) Lyrics

Baadal Barsa Gali Gali Hain

Jhulo Ke Tyuhaar

Bin Saajan Main Kise Sunau

Paayal Ki Chhankaar

Main Kyaa Jaanu

Kisne Ismein Baandha Hai Taabiz

Aate Jaate Chhede Mujhko

Budha Haar Shingaal


Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein


Kitani Meethi Thi Emali

Kitani Meethi Thi Emali

Kitani Meethi Thi Emali

Kitani Meethi Thi Emali Oo

Saajan The Jab Gaaon Mein

Saajan The Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein


Unke Jaane Ki Taarikh

Unke Jaane Ki Taarikh

Unke Jaane Ki Taarikh

Unke Jaane Ki Taarikh Oo

Dangal Thaa Jab Gaaon Mein

Dangal Thaa Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein


Likhane Waale Aage Likha

Likhane Waale Aage Likha

Likhane Waale Aage Likha

Likhane Waale Aage Likha Oo

Lautoge Kab Gaaon Mein

Lautoge Kab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein


Mann Ka Sauda Manke Mol

Mann Ka Sauda Manke Mol

Mann Ka Sauda Manke Mol

Mann Ka Sauda Manke Mol Oo

Kaisa Hain Majhab Gaaon Mein

Kaisa Hain Majhab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein

Piya Nahin Jab Gaaon Mein

Aag Lage Sab Gaaon Mein.

No comments:

Powered by Blogger.