Ads Top

Raat Bhar Lyrics

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Jaayein Na Ghar

Jaayein Na Ghar


Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Jaayein Na Ghar

Jaayein Na Ghar

Hai Saath Tu Kya Hai Fikar

Jaayein Na Ghar Aa Raat Bhar


Jaayein Jahaan Jahaan

Jahaan Dil Kare

Jaane Kahaan Kahaan

Kahaan Phir Mile

Iss Raat Mein Beete

Umar Saari Umar

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Jaayein Na Ghar

Jaayein Na Ghar


Raat Mujhe Kyun

Jaane Lage New

Kehate Hain Khud

Ko Badalde Tu

Ho Raat Mujhe

Kyun Jaane Lage New

Kehate Hain Khud

Ko Badalde Tu

Chaand Ko Chakhle

Taaron Ko Peele

Aaja Na Thoda Saa Jeele Tu


To Chal Chale Gire

Pade Uthe Udde

Aa Tujhko Laga

Doon Mere Par

Iss Raat Mein Beete

Umar Saari Umar

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Jaayein Na Ghar

Jaayein Na Ghar

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar


Namkeeniyan Hain

Nazdikiyaan Hain

Rang Hi Rang Hai

Nazaaron Mein

Haan Namkeeniyan

Hain Nazdikiyaan Hain

Rang Hi Rang Hai

Nazaaron Mein

Hansne Lagi Hoon

Phansne Lagi Hoon

Armaan Dil Mein

Hazaaron Hain


Toh Paar De Sabhi Hadein

Gale Lage Kabhi

Nahi Hone De Sehar

Iss Raat Mein Beete

Umar Saari Umar

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Jaayein Na Ghar Aa Raat Bhar

Aa Raat Bhar Aa Raat Bhar

Jaayein Na Ghar

Jaayein Na Ghar.

No comments:

Powered by Blogger.