Ads Top

Safar - Notebook Lyrics

Safar - Notebook Lyrics

Oh Bandeya Dhoondhe Hai Kya

Raahein Teri Hai Ghar Tera

Chalna Wahaan, Jaana Wahaan

Khud Tak Kahin Pahunche Jahaan


Kadam Utha Aur Sath Mein Ho Le

Shehar Shehar Yeh Tujhse Dekho Bole

Tukar Tukar Yun Apne Naina Khole

Zindagi Pee Le Zara


Behti Hawaaon Ke Jaise Hain Iraade

Udte Parindon Se Seekhi Hain Jo Baatein

Anjaani Raahon Pe Koi Main Chala


Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi


Thoda Aage Badhein

Maine Jaana Yeh

Sach Hai To Kya Hai

Uljhe Uljhe Sab Sawaal

Zindhgi Hai Ye Kya

Main Kaun Hoon

Maine Yeh Jaana

Mujhe Mil Hi Gaye Sab Jawaab


Dekho Na Hawa Kaanon Mein Mere Kehti Kya

Boli Vekh Farida Mitti Khuli

Mitti Utte Farida Mitti Dhulli

Chaar Dina Da Jee Le Mela Duniya

Phir Jaane Hona Kya…


Behti Hawaaon Ke Jaise Hain Iraade

Udte Parindon Se Seekhi Hain Jo Baatein

Anjaani Raahon Pe Koi Main Chala


Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi


Yeh Kaisa Safar Hai Jo Yoon Dooba Raha

Jata Hoon Kahin Main Ya Laut Ke Aa Raha

Woh Chehre Woh Aankhein, Woh Yaadein Purani

Mujhe Poochhti

Yeh Nadiya Ka Paani Bhi Behta Hai Kehta Yehi


Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi

Khoya Nahi, Khoya Nahi

Khoya Khoya Khoya Khoya Nahi

Main Safar Mein Hoon, Khoya Nahi. 

No comments:

Powered by Blogger.