Ads Top

Sard Hawa Ka Jhonka Lyrics

Sard Hawa Ka Jhonka Lyrics

Sard Hawa Ka Jhonka Aaya

Mehaki Mehaki Khusboo Laaya

Sard Hawa Ka Jhonka Aaya

Mehaki Mehaki Khusboo Laaya

Ambar Pe Baadal Chhaa Gaya

Baaris Ka Mahina Aa Gaya

Uff Aa Uff Aa


Sard Hawa Ka Jhonka Aaya

Mehaki Mehaki Khusboo Laaya

Ambar Pe Baadal Chhaa Gaya

Baaris Ka Mahina Aa Gaya

Uff Aa Uff Aa


Mast Ghata Si Bunda Jo Barse

Dil Deewana Pyaar Mein Tarse

Mast Ghata Si Bunda Jo Barse

Dil Deewana Pyaar Mein Tarse

Paani Ke Bauchharon Se

Ang Jhale Angaaron Se

Seene Se Lag Jaane De

Tann Ki Pyaas Bujhane De

Tann Ki Pyaas Bujhane De

Sard Hawa Ka Jhonka Aaya

Mehaki Mehaki Khusboo Laaya

Ambar Pe Baadal Chhaa Gaya

Baaris Ka Mahina Aa Gaya

Uff Aa Uff Aa Haa


Ye Mausam Aur Ye Angadai

Kaun Sahe Aise Mein Judaai

Ye Mausam Aur Ye Angadai

Are Kaun Sahe Aise Mein Judaai

Bheege Bheege Baalon Se

Tapke Paani Gaalon Se

Is Madira Ko Peene De

Mad Masti Mein Jeene De

Mad Masti Mein Jeene De

Sard Hawa Ka Jhonka Aaya

Mehaki Mehaki Khusboo Laaya

Ambar Pe Baadal Chhaa Gaya

Baaris Ka Mahina Aa Gaya

Uff Aa Uff Aa Haa.

No comments:

Powered by Blogger.