Ads Top

Sawan Ki Rut Aayi Lyrics

Sawan Ki Rut Aayi Lyrics

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Bhige Bhige Joke

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye


Darwaaze Ne Li

Angadaai Hole Se

Darwaaze Ne Li

Angadaai Hole Se

Diware Sharmaai

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye


Bijali Si Chamki Soyi

Si Aankhon Mein

Bijali Si Chamki Soyi

Si Aankhon Mein

Git Labon Par Aaya

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye


Tapte Armaano Ki

Pyaas Bujhi Aakhir

Tapte Armaano Ki

Pyaas Bujhi Aakhir

Sondi Sondi Khushboo

Lekar Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye


Kitane Sawan Bite

Teri Yaadon Mein

Kitane Sawan Bite

Teri Yaadon Mein

Ab To Aa Jaaoge Ke

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye

Sawan Ki Rut Aayi

Jaise Tum Aaye.

No comments:

Powered by Blogger.