Ads Top

Thandi Hawa Sun Lyrics

Thandi Hawa Sun Kaali Ghata Sun

Thandi Hawa Sun Kaali Ghata Sun

Kisi Ne Na Kehana

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Thandi Hawa Sun Kaali Ghata Sun

Thandi Hawa Sun Kaali Ghata Sun

Kisi Ne Na Kehana

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina Aa Haa


Bachpan Gaya Kab Aayi Jawaani

Mujhko Kasam Main Ye Bhi Na Jaani

Bachpan Gaya Kab Aayi Jawaani

Mujhko Kasam Main Ye Bhi Na Jaani

Kitane Baras Bite Yun Bas

Kitane Baras Bite Yun Bas

Aankhon Mein Neendiya Lave Mein China

Pinjare Ko

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina


Heiraan Hone Ki Ye Ghadi Hain

Jaane Ye Duniya Kitani Badi Hain

Heiraan Hone Ki Ye Ghadi Hain

Jaane Ye Duniya Kitani Badi Hain

Tauba Meri Main Dar Gayi

Tauba Meri Main Dar Gayi

Ghabharake Maine Meech Liye Naina

Pinjare Ko

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina


Anjaan Rastein Main Hool Akeli

Ban Jaa Pawan Tu Meri Saheli

Anjaan Rastein Main Hool Akeli

Ban Jaa Pawan Tu Meri Saheli

Lamba Safar Lagata Hain Dar

Lamba Safar Lagata Hain Dar

Lambein Safar Mein Saath Mere Rehana

Pinjare Ko

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina


Thandi Hawa Sun Kaali Ghata Sun

Thandi Hawa Sun Kaali Ghata Sun

Kisi Ne Na Kehana

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina

Pinjare Ko Tod Ke Udda Gayi Maina.

No comments:

Powered by Blogger.