Ads Top

Wada Karke Sajan Nahi Aaya Lyrics

Wada Karke Sajan Nahi Aaya Lyrics


Aye Gham-e-ishq Kya Irada Hai,

Bekarari Bahot Jayada Hai

Wo Na Aaye To Jaan Nikal Jayegi,

Unke Aane Ka Aaj Wada Hai

Wada Karke Sajan Nahi Aaya, Nahi Aaya,

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wo Mera Gulbadan Nahi Aaya,

Haye Wo Mera Gulbadan

Wo Mera Gulbadan Nahi Aaya,

Baharo Ki Barat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Wada Karke Sajan Nahi Aaya

Wada Karke Sajan Nahi Aaya

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Rat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Rat Aa Gayi


Uska Hai Intejar, Uska Hai Intejar

Mujhko Hai Aetabar, Mujhko Hai Aetabar

Aayega Wo Jarur, Rah Sakega Na Door

Japt Maine Kiya, Dil Ko Samjha Diya

Thi Tasalli Magar Kuchh Hua Na Asar

Thi Tasalli Magar Kuchh Hua Na Asar

Kaam Koi Jatan Nahi Aaya,

Labo Pe Wahi Bat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi


Aayi Uski Khabar, Aayi Uski Khabar

Aa Raha Hu Magar, Aa Raha Hu Magar

Kya Sitam Ho Gaya Wo Kahan Kho Gaya

Kaisi Dulhan Hu Main, Ek Virhan Hu Main

Hath Mehandi Lage Puchhate Hai Mujhe

Ye Hai Kaisi,

Ye Hai Kaisi Mulakat Jane

Judai Jiske Sath Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi


Hui Kya Mujhse Bhool Tute Gajare Ke Phul

Hui Kya Mujhse Bhool Tute Gajare Ke Phul

Faila Kajal Mera, Bhiga Aanchal Mera

Faila Kajal Mera, Bhiga Aanchal Mera

Ro Padi Chudiya, Ro Padi Chudiya

Haye Ye Duriya, Haye Ye Duriya, Haye Ye Duriya


Ashq Bahane Lage Aur Ye Kahane Lage

Ashq Bahane Lage Aur Ye Kahane Lage

Mera Sawan Sajan Nahi Aaya,

Magar Barsat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Raat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Wada Karke Sajan Nahi Aaya

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Wada Karke Sajan Nahi Aaya

Wada Karke Sajan Nahi Aaya

Wada Karke Sajan Nahi Aaya

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Rat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Rat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Rat Aa Gayi

Wada Karke Sajan Nahi Aaya,

Milan Wali Rat Aa Gayi.

No comments:

Powered by Blogger.