Ads Top

Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai Lyrics

Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai Lyrics

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hain Kahan

Main Thaa Paagal Jo Usko Bulata Raha

Chaar Paise Kamane Main Aaya Seher

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha


Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hain Kahan

Main Thaa Paagal Jo Usko Bulata Raha

Chaar Paise Kamane Main Aaya Seher

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hain Kahan


Lautta Tha Main Jab Pathshal Sa Ghar

Apne Hatho Se Khana Khilati Thi Maan

Raat Apni Mamta Ke Aanchal Tale

Thapki Deke Mujhko Sulati Maa

Soch Ke Dil Mein Ek Tees Uthati Rahi

Raat Bhar Dard Mujhko Jagata Raha

Chaar Paise Kamane Main Aaya Seher

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hain Kahan


Sab Ki Aankhon Mein Aansu Chhalk Aaye The

Jab Ravana Huaa Thaa Seher Ke Liye

Kuch Ne Maangi Duaaye Ke Main Khush Rahoon

Kuch Ne Mandir Mein Jaakar Jhalaye Deeye

Ek Main Banuga Bada Aadmi

Ye Tashvoor Unhe Ghud Ghudata Raha

Chaar Paise Kamane Main Aaya Seher

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hain Kahan


Maa Ye Likhati Hain Harbaar Khat Mein Mujhe

Laut Aa Mere Bete Tujhe Hain Kasam

Tu Gaya Jabse Pardesh Bechain Hoon

Neend Aati Nahi Bhookh Lagti Hain Kam

Kitana Chaha Na Rou Magar Kyaa Karoon

Khat Meri Maa Ka Mujhko Rulata Raha

Chaar Paise Kamane Main Aaya Seher

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha


Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hain Kahan

Main Thaa Paagal Jo Usko Bulata Raha

Chaar Paise Kamane Main Aaya Seher

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha

Gaaon Mera Mujhe Yaad Aata Raha.

No comments:

Powered by Blogger.